Sehmi Hai Dhadkan Lyrics | Atif Aslam - Daas Dev
The movie/album Daas Dev stars Aditi Rao Hydari, Rahul Bhatt, Richa Chadha and the release date is Feb 21, 2018.
For more information : Wiki
(Music Starts)
Khwabon ki duniya mukammal kahaan hey,
Jeene ki khwahish mein marna yahan hey,
Manzil yahi hey yahi kaarwah hey,
Jeene ki khwahish mein marna yahaan hey,
Sar par uthaya hai kyun aasmaan ko,
Agar badh hai jaati teri dhadkane…..
Sehmi hai dhadkan,
Sihiri hai dhadkan,
Thehri hai dhadkan,
Toh kya ho gaya, (x2)
Purani kitaabon ke panne sabhi,
Gawahi yahaan dene aa jaayenge,
Khayalon mein yaadon ke aakar ujaale,
Sabhi daagh dil ke mita jaayenge,
Kisko fikar hai tumhari yahaan par,
Agar badh hai jaati teri dhadkane,
Sehmi hai dhadkan,
Sihri hai dhadkan,
Thehri hai dhadkan,
Toh kya ho gaya, (x2)