Navigation Menu+Safar Lyrics - Notebook

Safar Lyrics in from the movie/album Notebook. This song is sung by and composed by . These lyrics are penned by . Discover more song lyrics...

The movie/album Notebook stars and the release date is Mar 10, 2019.

For more information :
Wiki

Oh bandeya, Dhunde hai kya
Rahein teri, Hai ghar tera
Chal na wahaa. Jana waha
Khud kakar kahi pahunchein jahaan

Kadam uthale aur saath mai hole
Sheher sheher ye tujhse bolen
Tukur Tukur ye naine khole
Zindagi pee le zara…

Behti hawaaoon ke jaise hai irade
Udte parindon se sikhi hai baatein
Anjanein raahon mai baatein koi

Mai chalaaa, Mai Safar mai hun khoya nahi
Mai safar mai hun khoya nahi…
Mai safar mai hun khoya nahi,,,
Mai safar mai hun khoya nahi,,,

Thoda aage bhadein maine jana
Ye sach hai toh kya hai
Uljhe uljhe sab samaa
Zindagi hai ye kya
Main kaun hun maine hi jaana
Mujhe mil hi gaye sab jahaan

Dekho na hawa kaanon mein mere kehti kya
Boli wekh Fareeda mitti khuli
Mitti utte Fareeda mitti dulli
Chaar dina da jee le mela duniya
Phir jaane hona kya

Behti hawaoan ke jaise hain iraade
Udte parindon se seekhi hain jo baatein
Anjani raahon pe koyi mai chala-aaa

Mai safar mai hun khoya nahi…
Mai safar mai hun khoya nahi…
Mai safar mai hun khoya nahi,,,

Found any correction in the Safar Lyrics ? please let us know.More lyrics from the album Notebook

Safar Lyrics

Safar Lyrics - Mohit Chauhan

Safar Lyrics track length:5:47 Music ©

Like The song ? Say something!!


Discover more song's lyrics related to your mood