Manzoor-e-Khuda Lyrics - Thugs Of Hindostan
The movie/album Thugs Of Hindostan stars Aamir Khan, Katrina Kaif and the release date is This Diwali.
For more information : Wiki
Baba Lauta-a de mohe
Gudiya mori
Angana ka jhulna bhi,
Imli ki daar vaali
Muniya mori
Chaandi ka penjna bhi,
Ikk haath mai chingariyan
Ikk haath mai saanz hai
Hasne ki hai adad hame
Har gamm pe bhi naaz hai-ii,
Aaj apne tamashe pe
Mehfil ko karke rahenge fidaa
Jab talak na kare jism se jaan na hogi ye hudaa,
Manzoor-e-Khuda, Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga hamara jo hai
Manzoor-e-Khuda,
Manzoor-e-Khuda-aa, Manzoor-e-Khuda-aa
Tutte sitaron se roshan hua
Vai Noor-e-Khuda,
Ho–o, Chaar din gulaami
Jism ki hai salaami
Rooh do mudaton se azaad hai,
Hum nahi hai yaha ke
Rehne vale hai yaha ke
Vo shehat asmaan mai abaad hai,
Hoo, Khilte hi ujhadna hai
Milte hai bichadna hai
Apni toh kahaani hai ye,
Kagaz ke shikari bhi
Dariya se guzarna hai
Aisi zindagani hai yeh,
Zindagani ka humpe jo hai
HAI Aarz voh karke rahenge adaa,
Jab talak na karen
Jism se jaan hogi na ye judaa
Manzoor-e-Khuda, Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga jo hai
Manzoor-e-Khuda,
Manzoor-e-Khuda, Manzoor-e-Khuda
Tutte sitaroon se hua hai
Noor-e-Khuda
Baba lauta de mohhe
Gudiya mori
Angna ka jhumka bhi
Imli ki dar vaali
muniya mohri
Chandni ka painjna bhi..z