Main Tumhara Song Lyrics - Dil Bechara
The movie/album Dil Bechara stars Sanjana Sanghi, Sushant Singh Rajput and the release date is TODAY!.
For more information : Wiki
Tum na huye mere toh kya
Hmm.. Tum na huye mere toh kya
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Rishta raha bas ret ka
Aye samandar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya
Tu hi pehli guzarish, hasrat bhi tu aakhiri
Maahi mere naseehu marzi bata kya teri
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Main jaadon ke mahine ki tarah
Aur tum ho Pashmine ki tarah
Main deewaron ki tarah hoon
Tum jaise ho dareecha
Main bageecha jo tumne seecha
Tum na huye mere toh kya
Hmm.. Tum na huye mere toh kya
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Rishta raha bas ret ka
Aye samandar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huey mere toh kya..