Chhod Diya Lyrics - Baazaar
Baazaar

Chhod Diya Lyrics | Arijit Singh

Chhod Diya vo raasta
Jiss raaste se tum the guzre
Chod Diya wo raasta
Jiss raaste se tum the guzre,

Tod diya wo aina
Jis aaine mai tera aks dikhe
Mai sheher mai tere tha gairon sa
Mujhe apna koi na mila,

Tere lamhon se mere zakhmo se
Ab toh mai door chalaa
Rukh na kiya unn galiyon ka
Jinn galiyon mai teri baatein ho,

Chod Diya vo raasta
Jiss raaste se tum the guzre

Mai tha musafir raah ka teri
Tujh tak mai nancha daayara
Mai tha musafir raah ka teri
Tujh tak mai nancha daayara,

Mai bhi kabhi tha
Mehbar Tera
Khana badhosh mai ab tehra
Khana badhosh mai ab tehra,

Chuta nahi unn phulon ko
Jin phulon mai teri khushboo ho…

Rooth gaya unn khabon se
Jinn khabon mai tera khaab bhi ho…

Kuch bhi na paaya
Maine safar mai
Hoke safar ka mai reh gaya, X(2)

Kagaz ka wo sheeda ghar tha
Bheegte baarish mai beh gaya
Bheegte baarish mai beh gaya,

Dekhun nahi uss chandani ko
Jisme teri parchai ho

Door hun mai in hawaon se
Ye hawa tujhe chuu ke aayi na ho…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *